MENU

Tabaah Ho Gaye - Kalank 「Lyrics」

(Sargam) Di Nahi Dua Bhale
Na Di Kabhi Bad’dua
Na Khafa Huye
Na Hum Huye Kabhi Bewafa


Tabaah Ho Gaye - Kalank 「Lyrics」

(Sargam) Di Nahi Dua Bhale
Na Di Kabhi Bad’dua
Na Khafa Huye
Na Hum Huye Kabhi Bewafa

Tum Magar Bewafa Ho Gaye
Kyun Khafa Ho Gaye
Ki Tumse Juda Hooke Ham
Tabah Ho Gaye

Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye

Phir Akhiyann Mein Preet Ki Teri
Reet Jaga Ja Na
Moohe Chhod Ke Jaane Khatir Hi
Laut Ke Aa Jaa Na

Phir Akhiyann Mein Preet Ki Teri
Reet Jaga Ja Na
Moohe Chhod Ke Jaane Khatir Hi
Laut Ke Aa Jaa Na


Haan
Gair Ke Hamnava Ho Gaye
Kyun Khafa Ho Gaye
Ki Tumse Juda Hooke Hum
Tabah Ho Gaye

Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye

Haan Sajde Mein Humne Maanga Tha
Umar Bhi Hamari Lag Jaaye Tumko
Khud Se Hi Tauba Karte The
Nazar Na Humari Lag Jaaye Tumko

Haan Sajde Mein Humne Maanga Tha
Umar Bhi Hamari Lag Jaaye Tumko
Khud Se Hi Tauba Karte The
Nazar Na Humari Lag Jaaye Tumko

Hum Magar
Hum Magar Na Gawara Tumhe
Iss Tarah Ho Gaye
Ki Tumse Juda Hooke Ham


Tabah Ho Gaye
Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye
Tabah Ho Gaye
Tabaah Ho Gaye

(Tabla Taal)